30 Jun 2026, 04:43 UTC24 views2 reactionsread 10 August 2026 Main uski hathon ki lakiren dekh kar uska haal-e-din bata diya karta hoon,
Main uski aankhon mein dekh kar uska haal-e-dil bata diya karta hoon...
Duniya dhoondti reh jati hai nishaan-e-mohabbat usme,
Main uski dhadkano ki raftar se apna naam bata diya karta hoon."
❤2
18 May 2026, 18:58 UTC45 views1 reactionsread 10 August 2026 Tanhai ki us jheel mein ek kashti utar aayi,
Dil ke sookhe raste par halki baarish chhayi।
Uski baaton mein hasi thi, aankhon mein gehrayi,
Meri uljhi si duniya ko usne raah dikhayi।
Kabhi woh apni lagi, kabhi ek paheli si,
Har mulaqat ne ek nayi kahani banayi।
Hum dono hi shayad safar mein gum the kahin,
Woh chali bhi gayi, par yaad uski aayi।
❤1
5 May 2026, 17:10 UTC55 views3 reactionsread 10 August 2026 Yahan pe sadkon pe dole, tanha safar ka dard,
Har mod pe mehsoos ho tera hi adhura sa zikr…
Kabhi khamoshi bhi cheekhe is shehar ke shor mein,
Bheed ke darmiyaan bhi tu hi lagta hai sabse door mein…
Yaadon ka ek jala hua sa silsila saath chala,
Har kadam pe dil ne bas tera hi naam likha…
Aur ab haal yeh hai ke dil khud se hi khafa,
Tu paas na hoke bhi kyu har jagah mil jaata hai.... 💔✨
❤2👏1
31 Jan 2026, 17:55 UTC100 viewsread 10 August 2026 तेरे नाम की खुशबू यूँ दिल में उतर जाती है,
जैसे गुलाब की महक हवाओं में बिखर जाती है।
तू मिले तो वक्त ठहर सा जाता है,
ना मिले तो हर धड़कन तन्हा रह जाती है।
इश्क़ तुझसे कुछ यूँ गहरा हो गया है,
कि अब हर फूल में बस तेरा ही चेहरा नज़र आता है। ❤️
25 Jan 2026, 11:08 UTC106 views2 reactionsread 10 August 2026 Toofeh mein tumhare liye chaand taare le aauga, par bas keh nhi pauga,
Zindagi bhar tumhara haath thame rahuga, par bas keh nhi pauga…
Dil ki har dhadkan mein sirf tumhe hi basa lunga, par bas keh nhi pauga,
Tumhare bina adhura hoon ye bhi jata nhi pauga…
Har khushi tumhare naam kar dunga, par bas keh nhi pauga,
Tumse beinteha mohabbat hai… magar bas keh nhi pauga
✍1😱1
13 Jan 2026, 15:32 UTC116 viewsread 10 August 2026 Likh na paayunga tujhe main apna is baar,
Is mohabbat ne hi kar diya mujhe bekaar,
Tere jaane ke baad samjha — main kuch tha hi nahin…
Bas ik aadat tha, jo tod di gayi is baar.
1 Jan 2026, 04:29 UTC125 viewsread 10 August 2026 Sticker
Sticker, posted without a caption
Signed ️️️️️DUFORT
1 Jan 2026, 04:29 UTC110 views2 reactionsread 10 August 2026 Same 2 u vro
❤2
Signed ️️️️️DUFORT
31 Dec 2025, 21:11 UTC109 views4 reactionsread 10 August 2026 Happy new year everyone
❤4
22 Dec 2025, 14:36 UTC120 views2 reactionsread 10 August 2026 Kyun baithe ho khaali, bajao zor se thaali,
Aaj ka scene hai solid, bhool jao saari gaali.
Face pe lao smile, tension ko maaro taali,
Life thodi filmy hai, par hum hain full jhakaas wali.
Chai ho ya gupshup, ya ho dosto ki gaali,
Har baat pe ho shor, aur ghoonje zor se thaali.
Jo bole “mood off hai”, usko bhi sikha do taali,
Aaj rule ek hi hai—bajegi zor se thaali! 👏😄
👏2
Mehfil-e-Ghazal pinned a photo
21 Dec 2025, 16:29 UTC99 viewsread 10 August 2026 Photo
When brands choose AdAvenue, results are not promised - they are engineered.
From strategy to execution, we help businesses turn digital presence into measurable growth through:
Performance Marketing
Brand Positioning
Lead Generation
Content & Creative Strategy
Social media marketing
Because effective digital marketing is not about noise - it is about impact.
Get a FREE Brand Audit Report and discover what is…
Showing the 12 most recent of 20 posts we hold for @Mehfil_e_gazal. View and reaction counts are the latest single reading for each post, not a live figure, and a recent post is still accumulating both. A view count marked ≈ was rounded by Telegram before we ever saw it — t.me prints views in full below 1,000 and to three significant figures above, so ≈1,200,000 means somewhere between 1,150,000 and 1,249,999. Unmarked counts are exact. Text is reproduced from the public post preview and truncated for length.